Life of Hazrat Abu Bardah bin Nyar R.A
Line age (????? ???): Hani naam, Abhu barda kuniyat, Qabila Bali se hain, silsala nasab yeh hai, Hani bin Nayar bin Umro bin Ubaid bin Kalab bin Dahman bin Ghanam bin Zeeban bin Hameem bin Kahel bin Zahl bin Baly.
Islam (?????): Aqba' Sania main Musalman huwe.
Forays (?????): Badar, Ohad, khandaq aur tamam ghazawat main shirkat ki, Ghazwa e Ohad main Musalmano ke pass sirf do(2) Ghode(Horses) the, jin main aik Abu Bardah r.a ke pass tha, Fatah Makkah main Banu Harisa ka Alam in ke pass tha.
Ahd e Nabuwat ke bad Hazrat Ali r.a ki tamam Ladaion (Forays) main shareek rahe.
Death (????): Hazrat Ameer Muviah r.a ke zamana e Khilafat main 41 hijri main wafat pai.
Reference: Allah Kay Mujahid
No comments:
Post a Comment