250px-Welcome_Ramadhan �wikipedia |
Introduction:
Ramadan Islami taqweem k 9th maheen hai, is ko Ramzan bhi kaha jata hai, Muslims ke liye is pure month main Roze rakhna Farz hain, is month main aik raat aesi hai jis ko Shabe Qadar kaha jata hai, Quran ke mutabiq jis (Raat) ki Ibadat hazar maheeno ki ibadat se behter hai.Ramadan main wafat pane wali personalities:
- 11 Hijri ko Khatoone Jannat Sayeda Fatima Zahra r.a ki wafat.
- 21 Hijri ko Hazrat Ali r.a ne wafat pai.
- 50 Ummul Monineen Sayeda Safia r.a ne 60 saal ki umar main wafat pai.
- 58 Hijri Ummul Momineen Sayeda Aisha Siddiqa r.a ne 17 Ramzan mubarak ko wafat pai.
Waqiyat:
- 10 Ramzan ko Makkah fatah huwa.
- 17 Ramzan ko jumma ke din Ghazwae Badar huwa.
Source: Wikipedia
No comments:
Post a Comment