Monday, May 29, 2017

Dunya Ka Maal To chorna Hi Pare ga


Dunya ka maal to chorna hi pare ga, samajh dar woh he jo Aakhirat ka maal jama kare.

Urdu quotes, best urdu quotes. aakhirat quotes in urdu.

Sunday, May 28, 2017

Khush Rahne Ke Asool - Urdu


Khush rahne ka sab se acha asool yeh bhi hai kh jahan lage aap ki jagah nhi waha se khamoshi se khud ko alag kar lo.

Wednesday, May 10, 2017

Ramadan

Ramadan Kareem
250px-Welcome_Ramadhan �wikipedia

Introduction:

Ramadan Islami taqweem k 9th maheen hai, is ko Ramzan bhi kaha jata hai, Muslims ke liye is pure month main Roze rakhna Farz hain, is month main aik raat aesi hai jis ko Shabe Qadar kaha jata hai, Quran ke mutabiq jis (Raat) ki Ibadat hazar maheeno ki ibadat se behter hai.

Ramadan main wafat pane wali personalities:

  1. 11 Hijri ko Khatoone Jannat Sayeda Fatima Zahra r.a ki wafat.
  2. 21 Hijri ko Hazrat Ali r.a ne wafat pai.
  3. 50 Ummul Monineen Sayeda Safia r.a ne 60 saal ki umar main wafat pai.
  4. 58 Hijri Ummul Momineen Sayeda Aisha Siddiqa r.a ne 17 Ramzan mubarak ko wafat pai.

Waqiyat:

  1. 10 Ramzan ko Makkah fatah huwa.
  2. 17 Ramzan ko jumma ke din Ghazwae Badar huwa.
Source: Wikipedia

Monday, May 8, 2017

100+ Ramadan Kareem 2017 HD Wallpapers And Images

Ramadan Kareem 2017
kid-praying-muslim-islam-faith �pixabay

prophet-mosque-masjid-islam-muslim �pixabay

religious-muhammad-religion-islam �pixabay

human-rosary-prayer-islam-religion �pixabay

abu-dhabi-mosque-islam-u-a-e �pixabay

Payamber Islamic providing you Ramdan Kareem 2017 HD wallpapers and images, with ramadan quotes, you can easily download these ramzan mubarak wallpapers for you PC and Laptop, wish you very happy ramadan with best ramadan wishes and greetings.


Wednesday, May 3, 2017

Hadith Of The Day, Sahih Bukhari,Number 1891

Sahih Bukhari

Sahih Bukhari, Book 3, Chapter 30, Numaber 1891

This is Hadith about Ramadan Fasting which is tacken from the most popular Hadith book Sahih Bukhari Shareef.

Narrated by Talha bin Abdullah

"Aik Aerabi pareshan haal baal bikhre Hazoor saw ki khidmat main hazir huwa, os ne poocha ya Rasool Allah mujh per Allah ne kitni Namazain Farz ki hain? Ap saw ne farmaya 5 Namazain, yeh aur baat hai kh tum apni taraf se Nawafil parh lo, phir os ne kaha batayee Allah pak ne mujh per Roze kitne Farz kiye hai? Ap saw ne farmaya kh Ramzan Mubarak ke Roze, yeh aur baat hai kh tum apne tor per kuch Nafli Roze bhi rakh lo, phir os ne poocha batayee Zakat kis tarah mujh per Farz ki ha? Ap saw ne os ko Shar'e Islam ki batain bata di, jab is Aerabi ne kaha is zaat ki qasam jis ne Ap saw ko Izzat di! na me is main is se jo Allah ne mujhe per Farz kar dia hai kuch barhaon ga na ghataon ga, is per Rasool Allah saw ne farmaya ager is ne sach kaha hai to yeh murad ko pohanchaya (Ap saw ne yeh farmaya kh) ager sach kaha hai to Jannat main jaye ga".

Reference: Sahih Bukhari "1891"

Ramzan Images, Ramadan quotes and Ramadan greetings

Payamberislamic team glad to provide you the great collection of Ramadan Quotes images with high quality Ramzan images, you can use these best quality Ramzan Mubarak image and wallpapers for your PC and Laptop descktop backgroung.

Ramzan Images

Pray for Ramadan Kareem " Allah please for give Us"

Ramzan Images

"Allah please accept our Prayers and Fasting"

Ramzan Images

Please Allah save from the fire of Hell"

Ramzan Images

Ramadan Quotes and Ramadan Wishes best hd images of Ramadan Greetings, best collection of Ramadan Kareem 2017 wallpapers and images.

Tuesday, May 2, 2017

Ramadan Kareem Mentioned in Quran

Ramadan Kareem

Ramadan Ke Rozon Ki Farziat Ka Bayan.

Ramzan Fasting is ordered by Allah in the Holy Quran.

Ramadan Fasting is mentioned in Quran by Allah.

Aur Allah pak ne farmaya " Ay Eman walon! tum per Roze issi tarah Farz kiye gaye hain, jis tarah in logon per Farz kiye gaye the jo tum se pehle guzar chukke hain takh tum Gunahon se bacho.

References: The Holy Quran Al Baqrah 183, Sahih Bukhari book 3 chapter 30 page 169

Fasting (Roza) Introduction in Urdu and Hindi

Fasting (Roza)


Roza or Fast/Fasting Arabic name is Som.

Fastin is Farz on any Muslim in the Month of Ramadan, because Allah Revealed Ayat in Quran about Ramadan Fasting, Intermittent Fasting will help you to be healthy.

Introduction in Urdu & Hindi:

Som lughat mian rokne ko kehte hian, sharaan yeh aik Ibadat ka naam hai, jis mian aik Muslim mard aurat subh Sadiq se le kar Shaam tak khane peene aur Jama'a se ruk jata hai, saal main aik Month aesa Roza rakhna har Muslim per Farz hai, Ladies aur mareez musafir ke liye kuch Riayaat hain, jo mazkoor hon gi, is month ko Ramadan/Ramzan kaha jata hai, jo Ramz se mushtaq hai, jis ke meaning jalne ke hain, jis Ramzan ke Roze Farz huwe woh sakht garmi ka maheena tha, is liye lafz Ramzan se mosoom huwa.

Ba'az ne kaha is maah main Roza rakkhne walon ke Gunah/Sin jal jate hain, Ramadan ke Rozon ki Farziat Quran pak se sabit hai, jo shaks Ramzan ke Rozon se inkar kare woh bila ittefaq Kafir hia, .

Ilama Shokani farmate hain Roza lughat main ruk jana awr Shariyat main makhsoos shariat ke saath aik makhsoos waqt main makhsoos tor per ruk jana hai, Mahe Ramazan ke Roze 2 Hijri main Farz huwe.

payamberislamic

Monday, May 1, 2017

Ramadan Kareem 2017 HD Wallpapers

Ramadan Kareem

Ramadan Kareem


Ramadan Kareem 2017 HD Wallpapers,

Best Ramadan Karem hd wallpapers, Ramadan kareem hd background wallpapers for your PC & Laptop, best hd Ramadan kareem green color wallpaper, Maroon color best HD Ramadan kareem 2017 wallpaper.

Keywords: ramzan wishes images, ramadan mubarak sms, ramadan wishes images, ramadan prayer.