Hand Practice Key Nuqsanat Urdu Zaban Main,
Har ghair fitri amal insani sihat aur musharay ka manfi asrat ka hamil hota hai, musht zani bhi aik ghair fitri aur ghai akhlaqi fail hai, jis ki aadat insan ko nihayat kamzoor aur aasabi tanao ka shikar kar daiti hai, yaha per chand muzar asrat bayan kiye jate hain.Hand practice ke nuqsanat mandarja zail hain.
- Hand practice se insani sehat majmooai toor per kharab ho jati hai.
- Mard jismani toor per kamzoor ho jata hai.
- Azoo khas (Penis) ki ragain buri tarah mutasir hoti hain.
- Aahista aahista penis main khoon ki supply band ho jati hai.
- Aur regularly hand practice karne se Erection main kharabi waqia ho jati hai.
- bar bar Ehtelam (Chanceth) bhi ho jata hai.
- Aur Endocrine bimarian paida ho jati hain.
- Is fail se azoo khas ki sharyanain bhi skhat ho jati hain.
- Aur namardi mard ka muqadar ban jati hai.
- Hand practice se madah hayat (Semin) zaya hota rehta hai jo kh insani nasal badhane ke liye iham kirdar ada karta hai
Mazeed Tafseelat neche diye gaye tasweeri article main mojood hain.
No comments:
Post a Comment